ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Aadmi > Kal Ke Sapane

Aadmi ( Hindi Film Songs )

Aaj Purani Raho Se
Kaari Badariya Maare Laheriya
Kaisi Haseen Aaj Bahaaron Ki Raat
Main Tooti Hui Ek Naiyya Hoon
Na Aadami Ka Koi Bharosa


Kal Ke Sapane song lyrics

kal ke sapane aaj bhi aanaa
preetam ko bhi saath men laanaa
kal ke sapane...........................

aaj bhi din hai madhur suhaana baaj rahi hai man ki baansuriyaa
nainon ke tat pe prem ke path pe laut ke ab to aajaa saa.nvariyaa
main bhi sunaaoon dil ka taraana -2
kal ke sapane...........................

jhoomate baadal gaate jharne aaj kisi ko dhoondh rahe hain
main to ye jaanoon saare nazaare sajana tum ko dhoondh rahe hain
aaj mujhe bhi daras dikhaana -2
kal ke sapane...........................

meri nagariya aa more rasiya dagar-dagar main ankhiyaan bichhaaoon
dil men bithaa ke nain mila ke janam-janam ki pyaas bujhaaoon
tohe sikhaaoon preet nibhaana -2
kal ke sapane...........................

Other songs of the movie Aadmi

Aaj Purani Raho Se
Kaari Badariya Maare Laheriya
Kaisi Haseen Aaj Bahaaron Ki Raat
Main Tooti Hui Ek Naiyya Hoon
Na Aadami Ka Koi Bharosa

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Bindiya Chamakne Lagi

Chali Gori Pee Se Milan Ko Chali

Kahaan Hai Tu Kahaan Hai

Yaaron

Chain

Zara Zara Touch Me

Shala Baby

Koi haseena jab rooth

Dekho Mausam Kyaa Bahaar Hai