Music > Aag > Zinda Hoon Is Tarha Ke
Zinda Hoon Is Tarha Ke song lyrics
zindaa hoon is tarah ki gham-e-zindagi nahin
jalataa huaa diyaa hoon magar roshani nahin
zindaa hoon.................
woh muddaten huin hain kisise judaa hue
lekin ye dil ki aag abhi tak bujhi nahin
zindaa hoon.....................
aane ko aa chukaa thaa kinaaraa bhi samane
khud us ke paas hi meri naiyyaa gai nahin
zindaa hoon...............................
honthon ke paas aae hansee, kyaa majhaal hai
dil kaa muaamalaa hai koi dillagi nahin
zindaa hoon..............................
ye chaand ye hawaa ye fizaa, sab hain maad-maast
jo tu nahin to in men koi dilakashi nahin
zindaa hoon.............................
___________________________________________
Other songs of the movie Aag
Dekh Chaand Ki Aur Musaafir Dil Toot Gaya Kahe Koyal Shor Machaaye Re Raat Ko Ji Haaye Rab Meri Araj Sun
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Aana Zara Paas To Aa
Jaane Bahaara Jaane Tamanna
Bahut Din Hue, Samaa Al-bela
Roz Roz Dali Dali
Mitti Se Khelte Ho Baar-Baar
Yeh Nigahein Nigahein
Yeh dil na hota
Dekho Abhay
Sharara
|
|