ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Aaghaaz > Dosti Ho Gayee

Aaghaaz ( Hindi Film Songs )



Dosti Ho Gayee song lyrics

--FEMALE--
Dosti

--MALE--
Dosti, yeah yeah yeah

--FEMALE--
Ho gayi re, ho gayi re
Pyaar mein

--MALE--
Zindagi, yeah yeah yeah

--FEMALE--
Ho gayi re, ho gayi re

--MALE--
Do tanhaa mile, tanhaai miti, ab saath hamein rehna

--FEMALE--
Do tanhaa mile, tanhaai miti, ab saath hamein rehna
Dosti

--MALE--
Dosti, yeah yeah yeah

--FEMALE--
Ho gayi re

--MALE--
Ho gayi re

--FEMALE--
Kya haseen yeh samaa hai sanam
Na bahek jaaye aise mein hum
Chhaa raha hai ajab sa nasha
Aa raha hai hamein to mazaa

--MALE--
Kya haseen yeh samaa hai sanam
Na bahek jaaye aise mein hum
Chhaa raha hai ajab sa nasha
Aa raha hai hamein to mazaa

--FEMALE--
Kya haseen

--MALE--
Dillagi, yeah yeah yeah

--FEMALE--
Ho gayi re, ho gayi re
Dard se

--MALE--
Aashiqui, yeah yeah yeah

--FEMALE--
Ho gayi re, ho gayi re

--MALE--
Do tanhaa mile, tanhaai miti, ab saath hamein rehna

--FEMALE--
Do tanhaa mile, tanhaai miti, ab saath hamein rehna

Yeah yeah, hey yeah yeah, oh yeah, hey yeah, oh yeah
Dil samajhne laga jaane jaan
Teri khamoshiyon ki zubaan
Mastiyon mein kate jo ghadi
Hai voh sadiyon yugon se badi

--MALE--
Dil samajhne laga jaane jaan
Teri khamoshiyon ki zubaan
Mastiyon mein kate jo ghadi
Hai voh sadiyon yugon se badi

--FEMALE--
Main teri

--MALE--
Chandni, yeah yeah

--FEMALE--
Ho gayi re, ho gayi re
Main teri

--MALE--
Roshni

--FEMALE--
Ho gayi re, ho gayi re

--MALE--
Do tanhaa mile, tanhaai miti, ab saath hamein rehna

--FEMALE--
Do tanhaa mile, tanhaai miti, ab saath hamein rehna

Other songs of the movie Aaghaaz



CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Janam Janam

Saajana Saajana

Tum Mujh Ko Bhool JaaO

Raat Akeli Hai

O Yaara Dhol Bajake

Shaam Hai Dhuan Dhuan

Mujhe Mere Haal Pe Chhod Do

Humsafar Chahiye

Tumse milke dil ka jo haal

Dil Ne Yeh Na Jaana