ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Aaj Aur Kal > Mujhe Gale Se Laga Lo

Aaj Aur Kal ( Hindi Film Songs )

Bahut Udaas Hun Main
Itani Haseen Itani Jawaan
Mout Kitani Bhi Sangdil Ho
Ye Waadiyaan Ye Fizaayein


Mujhe Gale Se Laga Lo song lyrics

[singer;-Mohammad Rafi and Aasha Bhonsle]

Aasha:
mujhe gale se lagaa lo, bahut udaas hoon main

nazar mein teer se chubhate hain ab nazaaron se
main thak gai hoon sabhi tootate sahaaron se
ab aur bojh na daalo

Rafi:
bahut sahi, gam-e-duniyaa, magar udaas na ho
kareeb hai shab-e-gam ki, sahar udaas na ho
bahut sahi

sitam ke haath ki talavaar toot jaayegi
ye uunch-neech ki deewaar toot jaayegi
tujhe kasam hai meri hamasafar udaas na ho

Aasha:
na jaane kab ye tarika ye taur badlega
sitam ka gam kab musibat ka daur badlega
mujhe jahaan se uthaa lo, bahut udaas huun main

Other songs of the movie Aaj Aur Kal

Bahut Udaas Hun Main
Itani Haseen Itani Jawaan
Mout Kitani Bhi Sangdil Ho
Ye Waadiyaan Ye Fizaayein

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Yoon Hasaraton Ke Daagh

Qayamat Qayamat

Jumblika

Rang Dalo

Ai Meri Zindagi

Har Janam Main Hamara Milan

Humko Humise Chura Lo

Yeh Na Thi Hamari Qismat

Mere Yaar