ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Aan Milo Sajna > Jawani O Diwanic

Aan Milo Sajna ( Hindi Film Songs )

Achha To Hum Chalte Hain
Palat Meri Jaan
Rang Rang Ke Phool Khile
Tere Karan Mere Sajan


Jawani O Diwanic song lyrics

Yahaa.n vahaa.n saare jahaa.n me.n teraa raaj hai
tere hii to sar pe muhabbat kaa taaj hai
javaanii o diivaanii tuu zi.ndaabaad
javaanii o diivaanii tuu zi.ndaabaad
Tuu bahaaro.n kaa ishaaraa
besahaaro.n kaa sahaaraa
sar pe tere, haa.n haa.n tere hai bojh saaraa
tere javaa.n haatho.n me.n duniyaa kii laaj hai
javaanii o diivaanii tuu zi.ndaabaad ...
Tere liye kasame.n nahii.n
kasame.n nahii.n rasame.n nahii.n
tuu kisii ke, haa.n kisii ke bas me.n nahii.n
judaa sabhii rasamo.n se teraa har rivaaz hai
javaanii o diivaanii tuu zi.ndaabaad ...
Piichhe hai bachapan diivaanaa
aage bu.dhaapaa sayaanaa
saath tere, haa.n haa.n tere hai ye zamaanaa
terii nazar to chaa.nd taaro.n pe aaj hai
javaanii o diivaanii tuu zi.ndaabaad ...

Other songs of the movie Aan Milo Sajna

Achha To Hum Chalte Hain
Palat Meri Jaan
Rang Rang Ke Phool Khile
Tere Karan Mere Sajan

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Chori Chori Chupke Chupke

Aggar

Mere Dil Ki Nagariya Men Aana

Aashiqui Meri

Duniya Kya Jaane Mera Afasaana

Race Saanson Ki

Hai Mera Dil

Paathshala - Original

Raat Hamari To