ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Aankhen > Mori Atariya Pe Kaaga Bole

Aankhen ( Hindi Film Songs )

Ham Ishq Men Barabaad Hain
Ham Se Na Dil Ko Lagaana
Mohabbat Karne waalon Ka
Preet Laga Ke
Rel Men Jiyaa Mora


Mori Atariya Pe Kaaga Bole song lyrics

( mori atariya pe kaaga bole
mora jiya dole
koi aa raha hai ) -2

( more man men uthii hai umang re;
o mora phadake hai baanyaa ang re ) -2
more man ki muraliya pe haule-haule
sur khole-khole
koi gaa raha hai

mori atariya pe kaaga bole
mora jiya dole
koi aa raha hai

aaj bagiya men aai bahaar re
o mere jeewan men solah singaar re,
ho mere eeiwan men solah singaar re;
more kaan men gun-gun bole-bole
ras ghole-ghole
koi ga raha hai

mori atariya pe kaaga bole
mora jiya dole
koi aa raha hai

( more maathe pe kum-kum ki bindiya
aaj loongi na pal bhar main nindiya ) -2
ghar men thandi hawaa mast dole
ghoonghat pat khole
jiya lahara raha hai

mori atariya pe kaaga bole
mora jiya dole
koi aa raha hai


[MEENA KAPOOR : AANKHEN :1950 : MADAN MOHAN]

Other songs of the movie Aankhen

Ham Ishq Men Barabaad Hain
Ham Se Na Dil Ko Lagaana
Mohabbat Karne waalon Ka
Preet Laga Ke
Rel Men Jiyaa Mora

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Tum To Sagar Jaisi

Chhum Chhanaanan Chhum

Aankhon Pe Bharosa Mat Kar

Luta hai Zamaane Ne

Dil Se Dilbar

Mera Dil Ab Tera O Sajana

Chaand Chhupata Hai

Tumhare Siva Kuch

Sundarta Ke Sabhi Shikaari

Aaja Aaja