ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Aarti > Aap Ne Yaad Dilaya To Mujhe

Aarti ( Hindi Film Songs )

Ab Kya Misaal Doon
Baar Baar Tohe
Bane Ho Ek Khaak Se
Kabhi To Milegi
Naa Bhanwara Naa Koi Gul


Aap Ne Yaad Dilaya To Mujhe song lyrics

Aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya
Aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya
Ke mere dil pe padha tha koyi gham ka saaya
Aapne yaad dilaaya

Main bhi kya cheez hoon khaaya tha, kabhi teer koyi
dard ab jaa ke utha, chot lage der huyi
Tumko hamdard jo paaya, to mujhe yaad aaya
Ke mere dil pe padha tha koyi gham ka saaya
Aapne yaad dilaaya

Main zameen par hoon na samjha, na parakhna chaha
aasmaan par yeh kadam, jhoomke rakhna chaha
aaj jo sar ko jhukaaya, to mujhe yaad aaya
Ke mere dil pe padha tha koyi gham ka saaya
Aapne yaad dilaaya

Maine bhi soch liya, saath nibhaane ke liye
door tak aaoungi main, tumko manaane ke liye
dil ne ehsaas dilaaya, to mujhe yaad aaya

Aapne yaad dilaaya, to mujhe yaad aaya
Aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya

[LATA/RAFI :AARTI :1962 : ROSHAN]

Other songs of the movie Aarti

Ab Kya Misaal Doon
Baar Baar Tohe
Bane Ho Ek Khaak Se
Kabhi To Milegi
Naa Bhanwara Naa Koi Gul

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Tu Dharti Pe Chaahe Jahaan Bhi Rahegi

Aayi Hain Bahaaren

Tumse O Haseena

Duniya Ki Nazar Hain Buri

Dil Jo Na Keh Saka

Yeh Lamha

O Na Na Jana Chhod Ke

Kaise Kahun Man Ki Baat

Kaliyug Ki Sita

Mohabbat Ki Guzzarish Ho Rahi Hai