ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Aas > Chahe Naina Churaao

Aas ( Hindi Film Songs )

Dekho Ji Dekho
Main Hoon Tere
Main Hun Tere Sapanon Ki Raani


Chahe Naina Churaao song lyrics

Talat : chaahe nainaa churaaO
chaahe daaman bachaaO
pyaar ho ke rahegaa (2)
Lata : chaahe nainaa churaaO
chaahe daaman bachaaO
pyaar ho ke rahegaa (2)
Both : chaahe nainaa churaaO……

Talat : arey ye anjaane raaste ye nagari anjaani
Lata : ho O ye anjaane raaste ye nagari anjaani
Talat : arey is chakkar se naa bache kyaa gyaani kyaa dhyaani
Lata : ho O is chakkar se naa bache kyaa gyaani kyaa dhyaani
Talat : tum in pyaar ki galiyon se chaahe bach bach ke jaao
pyaar ho ke rahegaa (2)
Both : chaahe nainaa churaaO……

Talat : arey is duniyaa ki bheeD mein aa O ge akele
Lata : ho O is duniyaa ki bheeD mein aa O ge akele
Talat : arey aate hi lag jaayenge armaanon ke mele
Lata : ho o aate hi lag jaayenge armaanon ke mele
Talat : man ke raaj mahel mein chaahe parde giraao
pyaar ho ke rahegaa (2)
Both : chaahe nainaa churaaO……

Talat : arey kahene ko to pyaar pe martaa hai zamaanaa
Lata : ho O kahene ko to pyaar pe martaa hai zamaanaa
Talat : arey lekin apni haar se Dar taa hai zamaanaa
Lata : ho O lekin apni haar se Dar taa hai zamaanaa
Talat : tum ye pyaar kaa taraana chaahe gaao na gaao
pyaar ho ke rahegaa (2)
Both : chaahe nainaa churaaO……


______________________________________________

Other songs of the movie Aas

Dekho Ji Dekho
Main Hoon Tere
Main Hun Tere Sapanon Ki Raani

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Yeh dil na hota

Aaye Tum Yaad Mujhe

Aankhon Pe Bharosa Mat Kar

Dil Se Bhula Do Tum Hamen

Kehna Hai Jo

Jane Chale Jate Hain kahan

Sarki Chunariya Re Zara Zara

Chanda Ko Dhoondhne

Pada Jeena Tere Bin

Ghar Jayegi