ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Aasha > Ik Din Bahaaron Ne

Aasha ( Hindi Film Songs )

Aashaaon Ke Savaan Men
Dhak Dhak Se Dhadakana
Jaane Ham Sadak Ke Logo Se
Saanchi Jotaan Waali Maata
Sheesha Ho Ya Dil


Ik Din Bahaaron Ne song lyrics

ik din bahaaro ne phoolo se ye kahaa
kaanto ki nok par khilte ho tum magar
hanste ho jhoom kar, zakhmo ko choom kar
insaano ke liye, deewano ke liye
mushkil ye kaam hai
tum ko salaam hai haan tum ko salaam hai

kahiye saahebaan ye daastaan kaisi lagi
ye daastaan nahi haan-haan ji haan nahi koi payaam hai
tum ko salaam hai haan tum ko salaam hai

afsos kya dil khushiyo se tha bhara
thoda sa ye agar chhalkaa to kya hua
aadhaa chhalak gaya khaali nahi hua
aadhaa bharaa hua abhi ye jaam hai
tum ko salaam hai haan tum ko salaam hai

tumne to bas mujhe jeena sikha diya
parda utha diya jalvaa dikha diya pardaa utha diya
har zakhm daag hai har gul chiraag hai
tum ko salaam hai haan tum ko salaam hai

is zindagi ko tum thoda sa pyar do
gam ko bhi raat-din hans kar guzaar do
kyon ki ye zindagi aye mere hamanashi
koi sazaa nahi ye ik inaam hai
tum ko salaam hai haan tum ko salaam hai

____________________________________

Other songs of the movie Aasha

Aashaaon Ke Savaan Men
Dhak Dhak Se Dhadakana
Jaane Ham Sadak Ke Logo Se
Saanchi Jotaan Waali Maata
Sheesha Ho Ya Dil

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Saiyaan Le Gai Jiya Teri Paheli Nazar

Dhadakte Dil Ki Tamanna

Tu Husn Hain Main Ishq

Re Maama

Khada Hun Der Se Ummidvaar

Badalon Se

Loneliness Is Killing

Aane Se Uske Aaye Bahar

Aa Jaan-e-wafa

Pyaar Mohabbat Sad