ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Aashiqui > Dil Kaa Aalam

Aashiqui ( Hindi Film Songs )

Ab tere bin
Dheere dheere se
Jaane Jigar Jaaneman
Main Duniyaa Bhulaa
Nazar Ke Samne
Saanson kii zaruurat hai jaise
Tu Meri Zindagi Hai


Dil Kaa Aalam song lyrics

ho ho ho, ho ho ho, ho ho ho, o o o o
( dil kaa aalam, main kyaa bataaooN tujhe -2
(ek chehre ne bahut) -2, pyaar se dekhaa mujhe ) -2
dil kaa aalam main kyaa bataaooN tujhe

vo mere saamne baiThi hai magar
us se kuchh baat na ho payee hai
main ishaara bhi agar kartaa hooN
is mein ham donoN ki rusvaai hai -2
dil kaa aalam, main kyaa bataaooN tujhe -2

vo to hoNThoN se kuchh bhi kahti nahin
uski aaNkhoN mein ik kahaani hai
us kahaani mein naam hai meraa
mujhpe kudrat ki maharbaani hai -2
dil kaa aalam, main kyaa bataaooN tujhe -2
(ek chehre ne bahut) -2, pyaar se dekhaa mujhe -2
dil kaa aalam main kyaa bataaooN tujhe

Other songs of the movie Aashiqui

Ab tere bin
Dheere dheere se
Jaane Jigar Jaaneman
Main Duniyaa Bhulaa
Nazar Ke Samne
Saanson kii zaruurat hai jaise
Tu Meri Zindagi Hai

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Dosti Kya Hai

Nukataachin Hai Gham-e-dil

Dil Se Mila Ke Dil

Unhe Tu Bhool Ja Ae Dil

Jaane Ham Sadak Ke Logo Se

Wada Raha 2

Zindagi Badali Mohabbat

Ban Ke Suhaagan Rahi Abhaagan

Sun Rasiya Kaahe Ko Jalaae Jiya

Bahut Shukriya Badi Meharabaani