ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Adaa > Aankhon Aankhon Men Un Se

Adaa ( Hindi Film Songs )

Dil Gaya Dekho Dekho Dil Gaya
Hue Mere Balam
Jise Dil Men Basaana Chaaha Tha
Preetam Meri Duniya Men
Sab Kuchh Karana Is Duniya Men
Sanwari Surat Man Bhai


Aankhon Aankhon Men Un Se song lyrics

[Singer:- Lata Mangeshkar]

aankhon-aankhon men un se pyaar ho gaya -2
main na jaanu kyon yeh dil beqaraar ho gaya -2
aankhon-aankhon men un se pyaar ho gaya -2

pata poochhati hun un ka sitaaron se -2
dil loot gaye mera jo ishaaron se -2
baaton-baaton men koi dil-daar ho gaya -2
main na jaanu kyon yeh dil beqaraar ho gaya,
aankhon-aankhon men .............

sukh-chain gaya ankhiyon men neend nahin -2
ab main hun kahin aur vo hain kahin -2
haay mera sapona sansaar ho gaya -2
main na jaanu kyon yeh dil beqaraar ho gaya,
aankhon-aankhon men.................


vo jaane yaa na jaane ham un ke hain -2
vo maane yaa na maane ham un ke hain -2
jo bhi hona tha voh to ik baar ho gaya -2
main na jaanu kyon yeh dil beqaraar ho gaya,
aankhon-aankhon men.................
----------------------------------------------------------

Other songs of the movie Adaa

Dil Gaya Dekho Dekho Dil Gaya
Hue Mere Balam
Jise Dil Men Basaana Chaaha Tha
Preetam Meri Duniya Men
Sab Kuchh Karana Is Duniya Men
Sanwari Surat Man Bhai

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Dil Hai Tumhaara

Hello

Sabki Baaratein Aayeen

Kyon Mere Dil Men

Yeh Khabar Chhapava Do Akhabaar Mein

Dil Dance Mare Re

Tere Dwaare Pe

Taqdeer Ka Fasana

Aate Jaate

Na Jaane Kaise Pal Me