Music > Adalat > Zameen Se Hamen Aasmaan Par
Zameen Se Hamen Aasmaan Par song lyrics
Both: aa aa aa
Aasha: zameen se hamen aasamaan par
bithaa ke gira to na doge
Rafi : agar ham ye poochhen ke dil men
basa ke bhula to na doge
Aasha: zameen se hamen ............
Rafi : agar ham ye poochhen .............
Aasha: ( aye raat is waqt aanchal men tere
jitane bhi hain ye sitaare ) -2
Rafi : jo de de tu mujh ko to, phir main lootaa
doon
kisi ki nazar pe ye saare
Aasha: aa
kaho ke ye rangeen sapane
saja ke mita to na doge
Rafi : agar ham ye puuchhen.................
Aasha: ( tumhaare sahaare nikal to pade hain
hai manzil kahaan dil na jaane ) -2
Rafi : jo tum saath doge to aaegi ek din
manzil gale se lagaane
Aasha: aa
itana to dil ko yaqeen hai
hamen tum daghaa to na doge
Rafi : agar ham ye puuchhen................
Both : aahaa-haa~~ haahaa-haa~~ haahaa-haa~~
la-laa~~-laa la-laa~~-laa la~~-laa-laa
m.h-h.hm.h h.hm.h-h.hm.h-h.hm.h h.hm.h-h.hm.h-h.hm.h
aahaa-haa~~ haahaa-haa haahaa-haa
Other songs of the movie Adalat
Dupatta Mera Mal-Mal Ka Ja Ja Re Ja Saajana Jaana Tha Ham Se Door Jab Din Haseen, Dil Ho Jawaan Un Ko Ye Shikaayat Hai Yoon Hasaraton Ke Daagh
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Pani Pani Re
Ishq fitrat hai meri
Tauba Tauba
O Ajnabi Sad
Kiska Chehra
Yeh dil na hota
Is Jahaan Ki Nahi
Hamen Ho Gaya Tum Se Pyaar
Na Socha Tha Ye Dil Lagaane Se Pahele
Ke Bin Tere Jeena Nahi Remix
|
|