Music > Aggar > Paas Aaya Kyun
Paas Aaya Kyun song lyrics
[Jab Rulaana Hi Tha Tujhe
To Phir Hasaya Kyun
Saath Reh Kar Bhi Hai Judaa
To Paas Aaya Kyon]-3
[Kyun Yakeen Toot Gaya
Dil Se Kayi Wafaaon Ka
Pyaar Mehsoos Kyun
Hone Laga Gunaaon Sa...]-2
Pyaar Mehsoos Kyun
Hone Laga Gunaaon Sa...
Aya Apne Peeche Dekh
Kisi Ka Saya Kyun
Jab Rulaana Hi Tha Tujhe
To Phir Hasaya Kyun
Saath Reh Kar Bhi Hai Judaa
To Paas Aaya Kyon
[Kyun Ajnabee Ki Tarah
Hum Se Pesh Aata Hai
Chand Lamhe Bhi Hume
Tu Na De Paata Hai]-2
Chand Lamhe Bhi Hume
Tu Na De Paata Hai
Aisi Kya Humne Ki Khata
Hume Sataya Kyun
Jab Rulaana Hi Tha Tujhe
To Phir Hasaya Kyun
Saath Reh Kar Bhi Hai Judaa
To Paas Aaya Kyon
Jab Rulaana Hi Tha Tujhe
To Phir Hasaya Kyun
Saath Reh Kar Bhi Hai Judaa
To Paas Aaya Kyon
Other songs of the movie Aggar
Aggar Ke Bin Tere Jeena Nahi Ke Bin Tere Jeena Nahi Remix Nachle Nachle Nachle Sehra
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Dil Ko Teri Tasveer Se
Mila Le Haath
Mohabbat Ho Gaye
Hadh Ko Adab Ko Todd Ke
Aasman Ko Chukar Dekha
Dil Leke
Dil Mere Na Aur
Sach Hai Sach Hai
Khamosh Raat
|
|