Music > Aitraaz > Woh Tassavvur
Woh Tassavvur song lyrics
Woh tassavur ka aalam woh dil-e-aashiqui
Woh diwaana mausam woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Woh tassavur ka aalam woh dil-e-aashiqui 2
Woh diwaana mausam woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Woh mohabbat ke din woh ghadi woh palchhin
Woh chhalakta mausam baarishon ki rhimjhim
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Saanson ki woh hulchul woh mahekta aanchal
Baahon ke woh ghere zulf ka woh baadal
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Woh tera sharmaana woh nazar ka jhukna
Jaate jaate tera woh achaanak mudna
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Woh mere bin bole tera samajh lena
Woh ishaaron se hi baat sab keh dena
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Woh ladaayi jagde baad mein pachhtaana
Roothh ke woh jaana laut ke phir aana
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Woh tassavur ka aalam woh dil-e-ashiqui 2
Woh diwaana mausam woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Other songs of the movie Aitraaz
Aankhen Bandh Karke Gela Gela Gela I Want To Make Love To You Nazar Aa Raha Hai Tala Tum Tala Tum Yeh Dil Tumpe Aa Gaya
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Kahe Jhoom Jhoom Raat Yeh
Hamen Duniya Ko Dil Ke Zakhm
Ai Gham-e-dil Kya Karun [Asha Version]
Pyar Kar
Dheere Dheere
Pyaar Hua Iqaraar Hua Hai
Dekhte Hi Dekhte
Tu JAhaan Main Wahaan
Mast Mast
Kabhi Hain Gham
|
|