ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Ajeeb Ladki > Chhodo Chhodo Ji Piya

Ajeeb Ladki ( Hindi Film Songs )

Ek Bewafa Ko Dil Ka Sahaara


Chhodo Chhodo Ji Piya song lyrics

Lata:
chhodo chhodo ji piya,mera todo na jiya-2
hamein tum se garaz
tumhe ham se-2

kabhi rooth gae tum,kabhi rooth gae ham
pyaar ke maze hai yehi,pyaar ki qasam
binati karun,paiyaan padun, maan lo balam,maan lo balam
jiya bhar bhar aae mera gham se
chhodo chhodo ji piya.............

Lata:
tumhe jaan gae ham, piya hamein na banaao
jaa o ye adaaen kisi aur ko dikhaao
dekho sajan,dil ki lagan ham se na chhupaao-2
meri duniya rangilee tere dam se
chhodo chhodo ji piya............

Talat:
ho tum ne maanali khata, phir mein kyun khafa
maaf kiya meine tumhe O Ji bewafa
dil men koi baat nahin pyaar ke siwa,ho pyaar ke siwa
hamein tum se garaz, tumhe hamse

Lata: chhodo chhodo ji piya........


[Singers;-Lata & Talat Mahmood]

Other songs of the movie Ajeeb Ladki

Ek Bewafa Ko Dil Ka Sahaara

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Hum Dil Ke

Judaai Judaai

Do Sitaron Ka Zamin Par

Dil Laga Na

Bombay Bagiyan

Na Ye Chaand Hoga [Hemant Version]

Albela Mausam

Bade Badai Na Kar

Dhan Dhan

Good Boy Bad Boy