ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Ajeeb Ladki > Ek Bewafa Ko Dil Ka Sahaara

Ajeeb Ladki ( Hindi Film Songs )

Chhodo Chhodo Ji Piya


Ek Bewafa Ko Dil Ka Sahaara song lyrics

Lata:ik bewafaa ko dil ka sahaara samajh liya
patthar ko ham ne aankh ka taara samajh liya

Talat:ik bewafaa ko dil ka sahaara samajh liya
dushman ko ham ne jaan se pyaara samajh liya

Lata:apana hi tha qusur jo tufaan men ghir gaye(2)
ik mauj thi ki jis ko kinaara samajh liya
patthar ko ham ne.................

Talat: jaadoo bhari nigaah ke dhokhe men aa gaye(2)
bhoole se apane dil ko tumhaara samajh liya
dushman ko ham ne ..................

[Singers;-Lata & Talat Mahmood]

Other songs of the movie Ajeeb Ladki

Chhodo Chhodo Ji Piya

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Gumsum Kyon Hai Sanam

Minnat Kare

Ishq Bedardi

Life Ban Jaayegi

Yeh Shaam Mastani

Chup Reh Sakta Toh

Aa Bhi Jaa

Pyar Ka Matlab

Dil Hi Dil Mein

Chhum Chhum Chali Piya Ki Gali