ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Alif Laila > Khada Hun Der Se Ummidvaar

Alif Laila ( Hindi Film Songs )

Bahaar Aai Khilin Kaliyaan
Kya Raat Suhaani Hai


Khada Hun Der Se Ummidvaar song lyrics

[Singer:- Talat Mahmood ]

ye bebasi ye mera haal-e-zaar dekh to le
khada hun der se ummidavaar dekh to le -2

khiza ne loot liya
khiza ne loot liya dil ki aarzu ka chaman
kahaan hai ai meri khoi bahaar dekh to le -2
khada hun der se ummidavaar dekh to le

basi rahe tere mahalon ki chaar deevaari
na aa sake to na aa, ek baar dekh to le -2
khada hun der se ummidavaar dekh to le

sahar qareeb hai aur shama bujhanevaali hai
tadap hai tera beqaraar dekh to le -2
khada hun der se ummidavaar dekh to le

****************************************

Other songs of the movie Alif Laila

Bahaar Aai Khilin Kaliyaan
Kya Raat Suhaani Hai

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Jab Din Haseen, Dil Ho Jawaan

O Babua Yah Mahua

Yahan Main Ajnabi Hoon

Rabba Rabba

Zindagi Ko Sanwarna Hoga

Tere Sangh Ishq

Diya Dil Dil Diya

Nachle Nachle Nachle

Jab Din Haseen, Dil Ho Jawaan