ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Alif Laila > Kya Raat Suhaani Hai

Alif Laila ( Hindi Film Songs )

Bahaar Aai Khilin Kaliyaan
Khada Hun Der Se Ummidvaar


Kya Raat Suhaani Hai song lyrics

[Singer:- Lata Mangeshkar & Mohammad Rafi ]

rafi:
kya raat suhaani hai, kya raat suhaani hai
aaj zamaane ki har shai pe javaani hai

lata:
anamol nishaani hai, anamol nishaani hai
tu meri ulfat ke khwaabon ki javaani hai

rafi:
kuchh kah do nigaahon men, kuchh kah do nigaahon men
aaj simat aao tarasi hui baahon men
kuchh kah do nigaahon men

lata:
hasarat hai nigaahon men, hasarat hai nigaahon men
dur kahin chal dun chhup kar teri baahon men

rafi:
taqadir sambhal jaae, taqadir sambhal jaae
Gar mere seene par ye zulf machal jaae

lata:
ye raat na dhal jaae, ye raat na dhal jaae
subah ke taare ki niyat na badal jaae

Both:
kya raat suhaani hai, kya raat suhaani hai
aaj zamaane ki har shai pe javaani hai
kya raat suhaani hai

****************************************

Other songs of the movie Alif Laila

Bahaar Aai Khilin Kaliyaan
Khada Hun Der Se Ummidvaar

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Dil Dooba

Aa Teri Tasveer Banaloon

Aiyo Aiyo Rama

Pardesi Jana Nahin

Dil Mera Dil Hai Akela

O Gore Mukhade Pe Gesu Jo Chha Gaye

Tumhein jo maine dekha

Ham Kathputalen Kaath Ke

Aankhein Khuli To

Teri Bindiya