ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Andaaz > Aayega Mazaa Ab Barsaat Ka

Andaaz ( Hindi Film Songs )

Aaj Kehna Zaroori Hai
Allah Kare Dil Na Lage
Kisi se Tum Pyaar Karo
Kitna Pagal Dil Hai
Rabba Ishq Na Hove
Shala Baby


Aayega Mazaa Ab Barsaat Ka song lyrics

( Aayega Maza Ab Barsaat Ka
Teri Meri Dilkash Mulakaat Ka )...(2)
Maine To Sambhale Rakha Tha...(2)
Tune Dekha To Kata Choot Gaya
Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se...(2)
Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya

Ek Bheegi Haseena Kya Kehna
Yauwan Ka Nageena Kya Kehna
Saawan Ka Manhina Kya Kehna
Baarish Mein Paseena Kya Kehna
Mere Hoto Pe Ye Angoor Ka Jo Paani Hai
Mere Mehboob Tere Pyaas Ki Kahani Hai
Jab Gataon Se Boond Zor Se Barasti Hai
Tujhse Milne Ko Teri Jaaneman Tarasti Hai
Andaaz Jo Dekha Zaalim Ka...(2)
Sabr Ka Bandh Mere Toot Gaya
Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se...(2)
Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya

Nazron Mein Chupale Der Na Kar
Yeh Doori Mitale Der Na Kar
Ab Dil Mein Basale Der Na Kar
Seene Se Lagale Der Na Kar
Badi Bechain Hoon Meri Jaan Main Kal Parso Se
Haan Mujhe Intezaar Is Din Ka Barson Se
Ab Jo Rokega To Mein Had Se Guzar Jaaoongi
Hai Tadpayega Dildar To Mar Jaaoong
i Rehjaayenge Pyaase Hum Dono...(2)
Yeh Mausam Jo Hum Se Ruth Gaya
Maine To Sambhale Rakha Tha...(2)
Tune Dekha To Pataa Choot Gaya
Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se...(2)
Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya
Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se
Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya

Other songs of the movie Andaaz

Aaj Kehna Zaroori Hai
Allah Kare Dil Na Lage
Kisi se Tum Pyaar Karo
Kitna Pagal Dil Hai
Rabba Ishq Na Hove
Shala Baby

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Zindagi Is Tarah

Jale Na Kyon Parvaana

Kahan Ho Tum

Kaisa Hain Mere Dil

Hum the jinake sahaare

Ye Duniya Hai

Main Chali Main Chali

Zindagi Ke Maze

Haye Dil

Yeh Duniya Thee Dil Ki Jo Hamne Bashai