ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Andaaz > Kitna Pagal Dil Hai

Andaaz ( Hindi Film Songs )

Aaj Kehna Zaroori Hai
Aayega Mazaa Ab Barsaat Ka
Allah Kare Dil Na Lage
Kisi se Tum Pyaar Karo
Rabba Ishq Na Hove
Shala Baby


Kitna Pagal Dil Hai song lyrics

Kitna Pagal Dil Hai
Kaisi Yeh Mushkil Hai
Bewaja Kisi Pe Aitbaar Kare
Jo Bhi Yahan Pyaar Kare
Jeena Dushwaar Kare
Jo Bhi Yahan Pyaar Kare
Jeena Dushwaar Kare

Apne Mehboob Sanam Ko
Dil Kabhi Bhool Na Paye
Saath Chalte Hai Pal Pal
Biti Yaadon Ke Saaye
Chand Tare Bujh Jaaye
Raat Kaali Ho Jaye
Ek Bhi Warna Ho To
Duniya Khali Ho Jaye
Har Lamha Deedar Kare
Jeena Dushwaar Kare Hai
Har Lamha Deedar Kare
Jeena Dushwaar Kare Hai
Jo Bhi Yahan Pyaar Kare
Jeena Dushwaar Kare Hai
Yehi To Pyaar Ka Andaaz Hai

Aankhon Aankhon Se Koi
Teer Chalta Rehta Hai
Is Kadar Saawan Mein Bhi
Jism Jalta Rehta Hai
Pyaas Jitni Rooko Main
Utni Badhti Jaati Hai
Dooriyon Ki Bechaini
Mujhko Uh Tadpati Hai
Shaamo Sehar Bezaar Kare
Jeena Dushwaar Kare Hai
Shaamo Sehar Bezaar Kare
Jeena Dushwaar Kare Hai
Jo Bhi Yaha Pyaar Kare
Jeena Dushwaar Kare Hai
Kitna Pagal Dil Hai
Kaise Yeh Mushkil Hai
Bewaja Kisi Pe Aitbaar Kare
Jo Bhi Yahan Pyaar Kare
Jeena Dushwaar Kare Hai
Jo Bhi Yahan Pyaar Kare
Jeena Dushwaar Kare Hai
Hai Hai

Other songs of the movie Andaaz

Aaj Kehna Zaroori Hai
Aayega Mazaa Ab Barsaat Ka
Allah Kare Dil Na Lage
Kisi se Tum Pyaar Karo
Rabba Ishq Na Hove
Shala Baby

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Agle Janam Mohe Bitiya - 2

Oh! What A Babe

Hum the jinake sahaare

Dil Naiyyo Maane Re

Tum Sitam Aur Karo

Aye Mere Dil Yahaan

Maahi Ve

Zindagi Ittafaaq Hain

Phir Teri Kahaani Yaad Aai

Aja Aya Atariya Pe