ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Andaaz > Shala Baby

Andaaz ( Hindi Film Songs )

Aaj Kehna Zaroori Hai
Aayega Mazaa Ab Barsaat Ka
Allah Kare Dil Na Lage
Kisi se Tum Pyaar Karo
Kitna Pagal Dil Hai
Rabba Ishq Na Hove


Shala Baby song lyrics

Shala La Baby Bolo Shala La Baby Bolo...(2)
Shala la la

( Aayejo Sapno Mein Baar Baar
Hai Mere Dil Ko Aitbaar )...(2)
Aayega Ek Din Woh Mera Yaar...(2)
( Main Uski Ho Jaaongi
Paar Mein Uske Kho Jaaongi ) ...(2)

Shala La Baby Bolo Shala La Baby Bolo...(2)
Shala la la
Aayejo Sapno Mein Baar Baar
Hai Mere Dil Ko Aitbaar
Aayejo Sapno Mein Baar Baar
Hai Mere Dil Ko Aitbaar
Aayega Ek Din Woh Mera Yaar...(2)
Main Uska Ho Jaaonga
Pyaar Mein Uske Kho Jaaonga...(2)
Shala La Baby Bolo Shala La Baby Bolo...(2)
Shala la la

Aankhon Se Neende Churata Hai
Sari Sari Raat Jagata Hai
Betabiyon Ko Badhata Hai
Mujhko Bada Tadpata Hai
Duniya Se Begana Hai
Mujhko Use Samjhana Hai
Dil Uska Deewana Hai
Ishq Hai Kya Ab Jana Hai
( Uspe Karoonga Main Jaanisar
Hai Mere Dil Ko Aitbaar )...(2)
Aayega Ek Din ...Uske Kho Jaaongi
Shala La Baby Bolo Shala La Baby Bolo...(2)
Shala la la

Mujhko Jiski Talaash Hai
Usko Nahin Ehsaas Hai
Woh Mere Kitne Paas Hai
Mere Liye Woh Khaas Hai
Mujhsa Kahin Nahin Payega
Itna Mujhe Tadpayega
Saamne Mein Jab Woh Aayega
Wapas Phir Nahi Jayega
( Cheena Hai Usne Mera Karaar
Hai Mere Dil Ko Aitbaar )...(2)
Aayega Ek Din ...UskeKho Jaaongi
( Shala La Baby Bolo Shala La Baby Bolo...(2)
Shala la la )...(4)

Other songs of the movie Andaaz

Aaj Kehna Zaroori Hai
Aayega Mazaa Ab Barsaat Ka
Allah Kare Dil Na Lage
Kisi se Tum Pyaar Karo
Kitna Pagal Dil Hai
Rabba Ishq Na Hove

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Are Dekhi Zamaane Ki Yaari

Hamein Aapse Shikaayat

Wheres da Party Tonite

Tumhe Dekhe Meri Aankhe

Aisa Jadoo

Mohabbat Ke Dhokhe Men

Ab Mera Koun Sahaara

Jiske Aane Se

Gumanaam Hai Koi

Tere Siva Kuch Yaad Nahin