ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Ankahee > Ek Pal Ke Liye Part 2)

Ankahee ( Hindi Film Songs )

Aa Paas Aa
Ankahee Part 1)
Lamha
Tumse Yoon Milenge


Ek Pal Ke Liye Part 2) song lyrics

ek pal ke liye hi sahi ghadiya hamko mili makhmali pyar ki
iss ek pal ko jee le zara
lamhe yeh phir mile na mile kho jaane de sabhi duriya faasale
aa dil mila le aur paas aa
phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal
aa raat rok le phir ho na jaaye sehar
phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal
aa raat rok le phir ho na jaaye sehar

chaand pehlu mein aake raat mulaayam hone lagi
aaj shaayad hawa zara sa nasha hain
ya hain kisiki jaadugari
kaisa sitam hain paagal yeh mann hain
marr jaane ko bol raha
phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal
aa raat rok le phir ho na jaaye sehar
phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal
aa raat rok le phir ho na jaaye sehar

teri saanson ki shabnami khushbu ko apani saanson se palbhar chhu le zara
ek baar surmai teri inn ankhon mein jee le zara
sab kuchh bhula do phir se pukaaron
inn hothon se naam mera
phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal
aa raat rok le phir ho na jaaye sehar
phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal
aa raat rok le phir ho na jaaye sehar

ek pal ke liye hi sahi ghadiya hamko mili makhmali pyar ki
iss ek pal ko jee le zara
lamhe yeh phir mile na mile kho jaane de sabhi duriya faasale
aa dil mila le aur paas aa
phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal
aa raat rok le phir ho na jaaye sehar
phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal
aa raat rok le phir ho na jaaye sehar

Other songs of the movie Ankahee

Aa Paas Aa
Ankahee Part 1)
Lamha
Tumse Yoon Milenge

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Suno Zara

Tum Bin Jaoon Kahan

Mausam Hai Bada Qatil

Deewangi Deewangi

Aisi Umar Mein Ham Jo Miley

Ae Ri Main To Prem Deewaani [Part-I]

Deewangi Deewangi

Dekho Abhay

My Name Is Gurdeepa

Ai Shamma Tu Bata