ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Arab Ka Saudagar > Tera Hi Aasara Hai

Arab Ka Saudagar ( Hindi Film Songs )

Ye Mehfil Sitaaron Ki


Tera Hi Aasara Hai song lyrics

Singer: Hemant Kumar

tera hi aasara hai, o do jahaan vaale
hai bekason ki kashti, maalik tere havaale

eesa ko tu ne zaalimon ke panjon se tha chhudaaya
musa ko tu ne maujon men bhi rasta dikhaaya
barabaad ho rahi hai duniya meri, bachaa le

kashti ye kyon hai tu ne toofaan se bachaai
main ne tujhe pukaara maalik teri duhaai
sun le kisi ke dil se nikale hue ye naale

raham-o-karam pe tere duniya ki zindagi hai
tu maare ya bacha le, maalik teri khushi hai
mitati ho agar mohabbat, mujh ko bhi tu mita de

********************************************************

Other songs of the movie Arab Ka Saudagar

Ye Mehfil Sitaaron Ki

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Ek Baar Kaho

Jo Ik Baar Keh Do Ke Tum Ho Hamaare

Aye Bhai Zara Dekh Ke Chalo

O Baby

Kasto Mazza

Aajkal Ki Ladkiyan

Ab Neend Kise

Mere Jivan Saathi

Insaaah Allah