Rafi: achchhaa to ye baat hai
tum bhi sun lo
jo jo savaal main poochhun un ka sach-sach javaab dena
danh?
Lata: danh
Rafi: achchhaa, to baaghon men bahaar hai?
Lata: kya?
Rafi: main ne poochha baaghon men bahaar hai?
Lata: haan hai
Rafi: kaliyon pe nikhaar hai?
Lata: haan hai
Rafi: to, to tum ko mujh se pyaar hai
Lata: na na na, na na na, na na na, na na na
Rafi: o~ baaghon men bahaar hai
Lata: hai
Rafi: kaliyon pe nikhaar hai
Lata: hai
Rafi: o~ tum ko mujh se pyaar hai
Lata: na na na, na na na, na na na, na na na
Rafi: o~ baaghon men bahaar hai......
Lata: chhodo hato, jaao pakado na bainyya
aaun na main teri baaton men sainyya
Rafi: tum ne kaha hai dekho, dekho mujhe sainyya
bolo tum ko iqaraar hai
Lata: hai
Rafi: phir bhi inkaar hai
Lata: haan hai
Rafi: o~ tum ko mujh se pyaar hai
Lata: na na na, na na na, nahin nahin nahin nahin
Rafi: o~ baaghon men bahaar hai
tumane kahaa tha main sou dukh sahungi
chupake piya tere man men rahungi
Lata: vo sab kahungi lekin vo na kahungi
tum ko jis ka intazaar hai
Rafi: hai
Lata: phir bhi taqaraar hai
Rafi: hai
o~ tum ko mujh se pyaar hai
Lata: na na na, na na na, na na na, na na na
Rafi: o~ baaghon men bahaar hai
Lata: achchha chalo, chhedo aage kahaani
hoti hai kya bolo pyaar ki nishaani
Rafi: bechain rahati hai prem divaani
bolo kya dil beqaraar hai
Lata: hai
Rafi: mujh pe aitabaar hai
Lata: hai
Rafi: jeenaa dushavaar hai
Lata: hai, hai
Rafi: aaj somavaar hai
Lata: are baaba, hai
Rafi: tum ko mujh se pyaar hai
Lata: hai
na na na na na