ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Army > Ho Gayee Taiyar Hamari

Army ( Hindi Film Songs )

Achiko Bachikoo
Dil Mein Kuch Hone Laga
Ek Beeti Hui Kahani
Main To Hoon Pagal Munda


Ho Gayee Taiyar Hamari song lyrics

Ho gayi taiyaar hamari army
Ho gayi taiyaar hamari army

Ho gayi taiyaar hamari army
Maanegi na haar hamari army
Ho gayi taiyaar hamari army
Maanegi na haar hamari army

Honsle baaroodon waale
Saans mein hai jwaala
Zindagi ne maara humko
Maut ne hai paala

Ho gayi taiyaar hamari army
Maanegi na haar hamari army

Sar jhukaaye baitha kyon bhula
Mere meet muskura
Saans koi haathon mein utha
Naya geet gunguna
Aandhi ko rok le toofan ko mod de
Saare jahaan ko hum peechhe chhod de
Aage hamesha badhti hi jaayegi
Thehregi na yaar hamari army

Ho gayi taiyaar hamari army

Jaan se bhi pyaari hain humein
Ek doosre ki jaan
Ek duje ke liye sada
Honge hum yahan qurbaan
Aankhon mein khwaab hai seene mein josh hai
Khushiyon ki raat hai ab kisko hosh hai
Mudke kabhi bhi waapas na aayegi
Jeetegi sau baar hamari army

Ho gayi taiyaar hamari army

Honsle baaroodon waale
Saans mein hai jwaala
Zindagi ne maara humko
Maut ne hai paala

Ho gayi taiyaar hamari army
Maanegi na haar hamari army.

Other songs of the movie Army

Achiko Bachikoo
Dil Mein Kuch Hone Laga
Ek Beeti Hui Kahani
Main To Hoon Pagal Munda

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Nain Tumhare Mazedar

Saajan Ke Ghar

E Ri Main To Prem Deewaani

Shame

Bhool Gaye Kyon Deke Ishaara

Shoukhiyon Mein Ghola Jaye

Tu morni jangal ki ya jalpari koi

Marna To Sab Ko Hai

Jaayega Jab Yahaan Se

Ashqon Se Teri Ham Ne Tasvir