ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Ashiana > Tum Chaand Ke Saath

Ashiana ( Hindi Film Songs )

Main Na Jaano
Main Paagal Mera
Mera Qaraar Leja
Mere Piya Se Ja


Tum Chaand Ke Saath song lyrics

tum chaand ke saath chale aao,
ye raat suhaani ho jaaye
kuchh tum keh do,kuchh ham keh den,
aur ek kahaani ho jaaye
tum chaand ke saath................

khaamosh kinaare soye hain,
chup-chaap hain nadiya ki laherein
ithalaate huae tum aa jaao,
laheron men rawaani ho jaaye
tum chaand ke saath................

beetee huee ghadiyon ki yaaden,
aise men agar ham dohraaen
masoom muhobbat musakaaye,
bedaar jawaani ho jaaye
tum chaand ke saath................

[Singer:-Lata ]

Other songs of the movie Ashiana

Main Na Jaano
Main Paagal Mera
Mera Qaraar Leja
Mere Piya Se Ja

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Signal

Muqadar Azmana Chahta Hoon

Dil Lagiya Na Lagiya

Jahaan Main Jaati Hun

Hamari Shaadi Main

Aawargi Hamari

Khaike Paan Banaras

Ishq Hua Kaise Hua

Jaam Woh Hai