ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Awara Paagal Deewana > Maine to Khai

Awara Paagal Deewana ( Hindi Film Songs )

Awara Paagal Deewana
Jise Hasna Rona
More Sawariya
Ya Habibi
Yeh Tune Kya Kiya

Maine to Khai song lyrics

Ek Hasina Ek Deewana Mast Sama Mausam Bhi Suhana
Tanhaayi Mein Aankh Mili To Dard Utha Dil Mein Anjana

Maine To Khai Kasam Chaahongi Tujhko Sanam
Chaahat Mein Bua Na Chale Aaja Lagaloon Gale
Bechaniyaan Keh Rahi Ab To Mita Faasle
Jab Se Tera Deedar Hua Hai Teer Jigar Ke Paar Hua Hai
Jeena Mera Dushwaar Hua Hai Main Tujh Pe Marne Laga

Kya Pyaas Jaana Dhadkano Mein Jagi
Chaane Lagi Hai Ek Nayi Bekhudi
Oh Paagal Kare Yeh Teri Aashiqui
Pyar Mein Dono Khone Lage Hai Deewane Se Hone Lage Hai
Deewano Ka Haal To Dekho Jaage Jaage Sone Lage Hai
Maine To Khai Kasam Chaahongi Tujhko Sanam
Chaahat Mein Bua Na Chale Aaja Lagaloon Gale
Bechaniyaan Keh Rahi Ab To Mita Faasle
Jab Se Tera Deedar Hua Hai Teer Jigar Ke Paar Hua Hai
Jeena Mera Dushwaar Hua Hai Main Tujh Pe Marne Laga

Ek Hasina Ek Deewana Mast Sama Mausam Bhi Suhana
Tanhaayi Mein Aankh Mili To Dard Utha Dil Mein Anjana
Maine To Khai Kasam Chaahongi Tujhko Sanam
Chaahat Mein Bua Na Chale Aaja Lagaloon Gale
Bechaniyaan Keh Rahi Ab To Mita Faasle
Jab Se Tera Deedar Hua Hai Teer Jigar Ke Paar Hua Hai
Jeena Mera Dushwaar Hua Hai Main Tujh Pe Marne Laga

Ek Hasina Ek Deewana Mast Sama Mausam Bhi Suhana
Tanhaayi Mein Aankh Mili To Dard Utha Dil Mein Anjana
Pyar Mein Dono Khone Lage Hai Deewane Se Hone Lage Hai
Deewano Ka Haal To Dekho Jaage Jaage Sone Lage Hai
Ishq Ne Aisi Aag Lagai Betaabi Kuch Aisi Chaayi
Ek Duje Se Mil Gaye Dono Duniya Unko Rok Na Paayi

Other songs of the movie Awara Paagal Deewana

Awara Paagal Deewana
Jise Hasna Rona
More Sawariya
Ya Habibi
Yeh Tune Kya Kiya

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Honto Pe Jaan

Nasib Men Jis Ke Jo Likha Tha

Kabhi Kabhi Sapna Lagta Hai

Jab Tumhe Aashiqui Maloom

Nachle Ve

Teri Raahon Men Khade Hai

O Mahive

O Sikander

Haae Tu Hi Gaya Mohe Bhul

Ishq Mein