ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Baarish > Daane Daane Pe Likkha Hai

Baarish ( Hindi Film Songs )

Ham To Jaani Pyaar Karega
Kahete Hai Pyaar Kis Ko
Mister John
Phir Wahi Chaand
Ye Aarzu Thi Kabhi Ham Bahaar Dekhenge
Ye Munh Aur Daal Masoor Ki


Daane Daane Pe Likkha Hai song lyrics

[singers;- Chitalkar]

( daane daane pe likha hai, khaane waale kaa naam
lene waale karod, dene waala ek raam ) -2

( koi kitana amiir ho, ya kitana gharib
paaye utana hi jitana hai us ka nasib ) -2
aage maalik ke chalata nahin koi daam
lene waale karod, dene waalaa ek raam

daane daane pe likha hai, khaane waale ka naam
lene waale karod dene waala ek raam

( teri qisamat ki likhi hui hai kitaab
tere ek ek din ka hai us men hisaab ) -2
tere bas men na subah hai, na teri shaam

lene waale karod dene waala ek raam
daane daane pe likha hai khaane waale ka naam
lene waale karod, dene waala ek raam

( kabhi garmi ki mauj, kabhi baarish ka rang
aise chakkar ko dekh saari duniya hai dang ) -2
chaand sooraj zamin, sab us ke ghulaam

lene waale karod, dene waala ek raam
daane daane pe likha hai khaane waale ka naam
lene waale karod, dene waala ek raam

Other songs of the movie Baarish

Ham To Jaani Pyaar Karega
Kahete Hai Pyaar Kis Ko
Mister John
Phir Wahi Chaand
Ye Aarzu Thi Kabhi Ham Bahaar Dekhenge
Ye Munh Aur Daal Masoor Ki

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Tum Se Hi Tum Se Hi Remix

O Re Kanchi Kanch Ki Gudiya

Ye Duniya Hai

Dil Paagal Deewana

Mere Khwabon Mein Jo Aaye

Hai Dil Ki Baazi Laga

Ejee Thandi Sadak Hai

Churalo Dil

Bombay Bagiyan

Aa Khushi Se Khudkhushi Kar Le