ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Baat Ek Raat Ki > Akela Hoon Main

Baat Ek Raat Ki ( Hindi Film Songs )

Are Kisne Chilman Se Mara
Na Tum Hamen Jano


Akela Hoon Main song lyrics

Akelaa Huun Main Is Duniyaa Mein
Koi Saathii Hai To Meraa Saayaa
Akelaa HuunMain ...

Na To Paravaanaa Aur Na Diivaanaa, Main Kisii Mahafil Kaa
Soonii Soonii Raahen, Thaamatii Hai.N Baahen
Gam Kise Manzil Kaa
Main To Huun Raahii Dil Kaa
Saathii Hai To Meraa Saayaa
Akela Huun Main ...

Jaise Kabhi Pyaare Jhiil Ke Kinaare, Hans Akelaa Nikale
Vaise Hii Dekhojii, Yah Man Maujii
Maujon Ke Siine Pe Chale
Chaand Sitaron Ke Tale
Saathii Hai To Meraa Saayaa
Akela Huun Main ...

Other songs of the movie Baat Ek Raat Ki

Are Kisne Chilman Se Mara
Na Tum Hamen Jano

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Pyar Ke Liye

Main Pyaar Ka Raahi Hun

Abke Sajan Sawan Mein

Yaaron Na Jaane Mujhe

Ishq fitrat hai meri

Kaisa Yeh Pyar Hai

Jai Gauri Maa

Mere Chaliya

Zindagi Har Kadam