ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Baazi > Laakh Zamaanewaale

Baazi ( Hindi Film Songs )

Aaj Ki Raat Piya
Dekh Ke Akeli Mohe
Dil Yeh Kya Cheez Hai
Sharmaaye Kaahe
Suno Gajar Kya Gaye
Taqdeer Se Bigdi Hui
Yeh Kaun Aaya


Laakh Zamaanewaale song lyrics

o
( laakh zamane waale
daale dilon pe taale
tum bhi na bhoolo baalam
ham bhi na bhoolen ) -2
baalam
ham bhi na bhoolen

o
( dil ki lagi pe dekho
aanch na aaye
jaan rahe ke jaaye
pyaar na jaaye ) -2
beete so beete dekho
duniya na jeete dekho

tum bhi na bhoolo baalam
ham bhi na bhoolen baalam
ham bhi na bhoolen

o
( gam jo tumhara ho wo
gam bhi hai pyaara
main bhi tumhari baalam
dil bhi tumhara ) -2
preet lagi na choote
dor baandhe na toote

tum bhi na bhoolo baalam
ham bhi na bhoolen
baalam
ham bhi na bhoolen

laakh zamaane waale
daalen dilon pe taale
tum bhi na bhoolo baalam
ham bhi na bhoolen baalam
ham bhi na bhoolen
[singer:-Geeta Dutt]
.................................................................................

Other songs of the movie Baazi

Aaj Ki Raat Piya
Dekh Ke Akeli Mohe
Dil Yeh Kya Cheez Hai
Sharmaaye Kaahe
Suno Gajar Kya Gaye
Taqdeer Se Bigdi Hui
Yeh Kaun Aaya

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Tumko Hum Dilbar Kyon Maane

Ishq Ki Garmi-E-Jazbaat Kise Pesh Karun

Tere Humsafar Geet Hai Tere

Main Thi Main Hoon

Luta hai Zamaane Ne

Beedi Jalaile Jigar

Pyaar hone laga hai

Guncha

Piya Tu Ab To Aa Jaa