ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Baazi > Sharmaaye Kaahe

Baazi ( Hindi Film Songs )

Aaj Ki Raat Piya
Dekh Ke Akeli Mohe
Dil Yeh Kya Cheez Hai
Laakh Zamaanewaale
Suno Gajar Kya Gaye
Taqdeer Se Bigdi Hui
Yeh Kaun Aaya


Sharmaaye Kaahe song lyrics

arr
chhai
la la la la
sharamaaye kaahe
( sharamaaye kaahe ghabraye kaahe
sun mere raja o raja aaja aaja ) -2
sharmaaye kaahe

o
kuch na soch matwaale o matwaale
dil ki maan dilwaale o matwaale o dilwaale
( duniya ke gam karta hai kyon
milne ki raaten hain darta hai kyon ) -2
milne ki raaten hain darta hai kyon

sharmaaye kaahe aay dekho
sharmaaye kaahe ghabraaye kaahe
sun mere raaja o raaja aaja aaja
sharamaaye kaahe

o
kuch na soch matwaale o matwaale
dil ki maan dilwaale o matwaale o dilwaale
( aankhon ka ras pee le zara
zulfon ke saaye mein jee le zara ) -2
zulfon ke saaye mein jee le zara

sharamaaye kaahe
aay dekho
sharmaaye kaahe ghabraaye kaahe
sun mere raja o raja aaja aaja
sharamaaye kaahe

o
kuch na soch matwaale o matwaale
dil ki maan dilwaale o matwaale o dilwaale
jaake ye din aane nahi
a tujhko de du main jannat yahi

la la la la

sharamaaye kaahe ghabaraaye kaahe
sun mere raaja o raaja aaja aaja
sharamaaye kaahe
sharamaaye kaahe ghabaraaye kaahe -2
sharamaaye kaahe

[singer:-Shamshad Begum]
.................................................................................

Other songs of the movie Baazi

Aaj Ki Raat Piya
Dekh Ke Akeli Mohe
Dil Yeh Kya Cheez Hai
Laakh Zamaanewaale
Suno Gajar Kya Gaye
Taqdeer Se Bigdi Hui
Yeh Kaun Aaya

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Hai Ishq Yeh Kya

Zindagi Mauj Udaane Ka Naam Hai

Doston Kya Kahein Hum Tumse

Bhali Bhali Si Ek Surat

Suni More Naina

Chhakke Mein Chhakke

Aye Mere Dil-E-Nadan

Teri Meri Prem Kahani

Aake Teri Bahon Mein