Music > Baazi > Suno Gajar Kya Gaye
Suno Gajar Kya Gaye song lyrics
Chorus: o la la la a o la la la a o o o la la
Geeta:
suno gajar kya gaaye samay gujarta jaaye
o re jeene waale o re bhole bhaale
sona naa, khona na
Chorus:
suno gajar kya gaaye samay gujarta jaaye
o la la la a o la la la a o o o la la
Geeta:
geene-chune pal hain tere jeevan ke
dhoom macha le abhi din hain milan ke
o re jeene wale ...
Chorus: suno gajar kya gaaye samay gujarta jaaye
Geeta:
o re jeene wale o re bhole bhaale
sona naa, khona na
Chorus: o la la la a o la la la a o o o la la
Geeta:
husn bhi faani aur ishq bhi faani hai
hans ke bida le do ghadi ki jawaani hai
o re jeene wale ...
Geeta:
bichhada zamana kabhi haath na aayega
dosh na dena mujhe phir pachhataayega
o re jeene wale ...
Chorus: suno gajar kya gaaye
Geeta: sona na
Chorus: samay gujarta jaaye
Geeta: khona na
[singer:-Geeta Dutt-Chorus]
.................................................................................
Other songs of the movie Baazi
Aaj Ki Raat Piya Dekh Ke Akeli Mohe Dil Yeh Kya Cheez Hai Laakh Zamaanewaale Sharmaaye Kaahe Taqdeer Se Bigdi Hui Yeh Kaun Aaya
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Chanoonge Main Tujhe
Teri Aankhon Ka Andaz
Main Love Tumse
Jaanam Tere Liye
Tashan Mein
O Sikander
Roz Akeli Aaye
Kho Gaya Jaane Kahaan Aarzu Ka Jahaan
Kabhi Na Bigade Kisi Ki Motar
Paathshala - Original
|
|