Music > Babul > Dhadake Mera Dil
Dhadake Mera Dil song lyrics
Shamshad:
( dhadke mera dil mujh ko jawaani raam kasam na bhaaye bachpan yaad aaye
Chorus: ho bachpan yaad aaye ) -2
Shamshad: ho o o
Chorus: ho o o
Shamshad: rum-jhum aai hai aai hai
ho o
Chorus: rum-jhum aai hai aai hai
Shamshad: ho o
saawan ki rut albeli
Chorus: saawan ki rut albeli
Shamshad: baadal garje bijali chamke
Chorus: baadal garje bijali chamke
Shamshad: kaise rahu main akeli
Chorus: kaise rahu main akeli
Shamshad: ho kaise rahu main akeli
kaun sune baalam bin dil ki baat kahi na jaaye
bachapan yaad aaye
Chorus: ho bachapan yaad aaye
Shamshad: ho o
Chorus: o o
Shamshad: ek to thandi pawan chale, pawan chale
ho o o o
Chorus: ek to thandi pawan chale, pawan chale
Shamshad: ho o
aur dil khaaye hichakole
Chorus: aur dil khaaye hichakole
Shamshad: dooje mundere kaaga bole
Chorus: dooje mundere kaaga bole
Shamshad: sun ke mera man dole
Chorus: sun ke mera man dole
Shamshad: ho sun ke mera man dole
bal-bal jaaun kaaga par jo, pee ka sandesa laaye
bachapan yaad aaye
Chorus: ho bachpan yaad aaye
Shamshad: dhadke mera dil mujhko jawaani raam kasam na bhaaye
bachapan yaad aaye
Chorus: ho bachapan yaad aaye
[singer:-Shamshad Begum - Chorus]
Other songs of the movie Babul
Chhod Baabul Ka Ghar Mohe Pi Ke Nagar Duniyaa Badal Gaee Husn Waalon Ko Na Dil Do Jaadu Bhare Naino Men Khushi Ke Sath Kisi Ke Dil Men Rehana Tha Lagan More Mann Ki Miltihi Aakhen Dil Hua Na Socha Tha Ye Dil Lagaane Se Pahele Nadi Kinare Saath Hamaare Panchhi Ban Mein
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Jiya Beqaraar Hai
You
Ek Rub Sach Hai
Nahi Hona Nahi Hona
Chhahey Aaj Mujhey Na Pasand Karo
Tera Saath Hai To
Le Ke Dil Chup Ke Se Kiya Majbur
Mein Gharibon Ka dil Hun
Jodi No 1
Tune O Rangeele
|
|