ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Badal > Duniya Badal Rahi Hai

Badal ( Hindi Film Songs )

Anmol Pyaar Bin-mol Bike
Aye Dil Na Mujhse Chhupa
Do Din Ke Liye Mehmaan
Main Raahi Bhatakane Vaala Hoon
Rota Hai Mera Dil


Duniya Badal Rahi Hai song lyrics

..........................................................................

duniya badal rahi hai aansu bahaane waale
aansu bahaane waale
toofaan aansuon ka palakon men ab chhupa le
aansu bahaane waale

( dil mera tujh se bole
aansu bana le shole ) -2
ummeed ki kiran se ye dil ka daag dho le
in gam ki aandhiyon men man ke diye jala le
aansu bahaane waale
toofaan aansuon ka palakon men ab chhupa le
aansu bahaane waale

( ab door kar andhera chamakega phir savera ) -2
tujhase nazar mila kar bhar aaya dil bhi mera
ujadi jawaaniyon se, bigadi ko tu bana le
aansu bahaane waale
toofaan aansuon ka palakon men ab chhupa le
aansu bahaane waale

( tu bhi to ab badal ja, ye vaqt hai sambhal ja ) -2
rokega kaun tujh ko ek teer ban ke chal ja
main dil ka saaz chhedoon, tu sukh ke geet ga le
aansu bahaane waale
toofaan aansuon ka palakon men ab chhupa le
aansu bahaane waale


[singer:- Lata]
.................................................................................

Other songs of the movie Badal

Anmol Pyaar Bin-mol Bike
Aye Dil Na Mujhse Chhupa
Do Din Ke Liye Mehmaan
Main Raahi Bhatakane Vaala Hoon
Rota Hai Mera Dil

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Jiya Na Laage Mora

Aye Zindagi Ke Rahi

Bol Meri Taqdeer Main Kya Hai

Jhuki Jhuki

O Soniye Dil Jaaniye

Tere Dil Ka Rishta

Falak Tak

Naam Ada Likhna

Yoon Hasaraton Ke Daagh