ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Badi Bahen > Chup Chup Khade Ho

Badi Bahen ( Hindi Film Songs )

Bigadi Banaane Vaale
Chale Jaana Nahin
Mohabbat Ke Dhokhe Men
O Likhane Waale Ne
Tum Mujh Ko Bhool JaaO
Vo Paas Rahe Ya Dur


Chup Chup Khade Ho song lyrics

[singer:Lata and Premlata]

chup-chup khade ho zaroor koi baat hai
pahali mulaaqaat hai ji pahali mulaaqaat hai - 2
chup-chup khade ho......

(saajan ki baat par, gussa jo aa gaya
zulfon ka baadal, gaalon pe chha gaya
ji, gaalon pe chha gaya)-2
abhi-abhi din tha, abhi-abhi raat hai-2
pahali mulaaqaat hai ji pahali mulaaqaat hai - 2
chup-chup khade ho......

(paheli mulaaqaat men, baat aisi ho gayi
raaja bhi kho gaya, raani bhi kho gayi
han.., raani bhi kho gayi)-2
dono ko na pata chala, maze ki ye baat hai- 2
pahali mulaaqaat hai ji pahali mulaaqaat hai - 2
chup-chup khade ho......

Other songs of the movie Badi Bahen

Bigadi Banaane Vaale
Chale Jaana Nahin
Mohabbat Ke Dhokhe Men
O Likhane Waale Ne
Tum Mujh Ko Bhool JaaO
Vo Paas Rahe Ya Dur

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Phoonk De- Club Mix

Dekha Hain Pehli

Jaana Maine

Pyar Bina Part 1

Jaisa Des Vaisa Bhes

Tum Aaye To Hum Ko

Apun Bola

Maana Janaab Ne Pukaara Nahin

Duniya Bananewale Sun Le

Aksar Is Duniya Mein