ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Bahar > Pyaar Ki Bahaar Le Ke

Bahar ( Hindi Film Songs )

Aye Zindagi Ke Rahi
Bhagavaan o Ghadi
Duniya Ka Maza Lelo
Qusoor Aap Ka
Sainyaa Dil Men Aana Re


Pyaar Ki Bahaar Le Ke song lyrics

pardesiyaa….. O pardesiyaa
pyaar ki bahaar le ke ,dil ka qaraar le ke
aaja re aaja pardesiya, aaja pardesiya, O pardesiya

koi mera dosh hai na koi qasoor hai
kyon mere saajana nazron se door hai
nazron se door hai
nazron mein pyaar le ke, sapanon ke haar le ke
aaja re aaja pardesiya, aaja pardesiya, O pardesiya

kahaan gaye baalama mujh ko bisaar ke
yaad karo baalama waa'de who pyaar ke
waa'de who pyaar ke
gul-o-gulzaar le ke, bagh-o-bahaar le ke
aaja re aaja pardesiya, aaja pardesiya, O pardesiya

pyaar ki bahaar le ke ,dil ka qaraar le ke
aaja re aaja pardesiya, aaja pardesiya, O pardesiya

SHAMSHAD BEGUM :BAHAAR :1951

Other songs of the movie Bahar

Aye Zindagi Ke Rahi
Bhagavaan o Ghadi
Duniya Ka Maza Lelo
Qusoor Aap Ka
Sainyaa Dil Men Aana Re

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Zara Zara Touch Me

Daras Bina Nahin Chain

Jaane Kyun Humko

O Jaanewaale Mud Ke Zara

Rabba Agnoy And Ecstacy Mix)

Jale Na Kyon Parvaana

Main Koi Aisa Geet Gaoon

Uppar Wale

Vo Paas Rahe Ya Dur