ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Baharon Ke Sapne > Chunari Sambhal Gori

Baharon Ke Sapne ( Hindi Film Songs )

Aaja Piya Tohe Pyar Doon
Kya Janoon Sajan


Chunari Sambhal Gori song lyrics

chunari sambhaal gori, uDi chali jaaye re
ey (chunari sambhaal gori, uDi chali jaaye re
maar na de Dank kahin, nazar koi haay) -2
dekh dekh pag na phisal jaaye re
aaraa raaraa raaraa raah la: ha aah
chunari sambhaal la: ha aah
uDi chali jaaye la: ha aah
maar na de Dank la: ha aah
nazar koi haay

chorus: (la lai laa) -3
aa.. aouu, ruru ruru ruru ruru ruu ooi, ruru ruru ruru ruru ru ru ru ru
phislen nahin chal ke, kabhi dukh ki Dagar pe
Thokar lage hans dein, ham basne vaale, dil ke nagar ke
haay haay, phislen nahin chal ke, kabhi dukh ki Dagar pe
Thokar lage hans dein, ham basane vaale, dil ke nagar ke
arrey, har qadam bahak ke sambhal jaaye re!
aaraa raaraa raaraa raah la: ha aah
chunari sambhaal la: ha aah...

aa aa aa..
kirNen nahin apni, to hai baahon kaa sahaaraa
deepak nahin jin mein, un galiyon mein hai hamse ujaale
haay haay, kirNen nahin apni, to hai baahon kaa sahaaraa
deepak nahin jin mein, un galiyon mein hai hamse ujaale
arrey, bhool hi se chaaNdni khil jaaye re!
aaraa raaraa raaraa raah la: ha aah
chunari sambhaal la: ha aah...

haa chorus: (sa rasaa rasaa rasaa rasaa) -2
o-o-o-o rasaa rasaa lai lai lai lai, lai lai la
pal chhin piyaa pal chhin, aNkhiyon kaa andheraa
rainaa nahin apni, par apnaa hogaa kal kaa saveraa
haay, pal chhin piyaa pal chhin, aNkhiyon kaa andheraa
rainaa nahin apni, par apnaa hogaa kal kaa saveraa
arrey, rain kaun si jo na Dhal jaaye re!
aaraa raaraa raaraa raah la: ha aah
chunari sambhaal la: ha aah...

Other songs of the movie Baharon Ke Sapne

Aaja Piya Tohe Pyar Doon
Kya Janoon Sajan

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Dekh Lo Awaz Dekar

Suno Na Suno Na

Sach Hai Sanam

Tu Mere Pyaar Ka Phool Hai

Agar Mein Kahoon

Pyaar hone laga hai

Its Rocking

Nashe nashe mein yaar

Koi Jab Raah Na Paae

Khoyi khoyi aankhein hain