ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Baharon Ke Sapne > Kya Janoon Sajan

Baharon Ke Sapne ( Hindi Film Songs )

Aaja Piya Tohe Pyar Doon
Chunari Sambhal Gori


Kya Janoon Sajan song lyrics

(Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam) -2
Kya jaanoon sajan

(Jabse mili nazar, maathe pe ban gaye
Bindiya nayan tere dekho sajna) -2
Dhar li jo pyaar se, meri kalaayiyaan
Piya teri ungliyan ho gayi kangana
Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya jaanoon sajan

(Kaanton mein main khadi, nainon ke dwaar pe
Nis din bahaar ke dekhoon sapne) -2
Chehre ki dhool kya, chanda ki chaandni
Utri to reh gayi mukh pe apne
(Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam) -2
Kya jaanoon sajan

Other songs of the movie Baharon Ke Sapne

Aaja Piya Tohe Pyar Doon
Chunari Sambhal Gori

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Pehli Pehli Baar Hai

Bambai Nagariya - Club Mix

Loving You

Aaja Aaja Main Hoon Pyar Tera

Do Din Ki Zindagi Men

Jhonka Hava Ka Aaj

Aye Dil Aye Diwane

Aane Chaar Aane

Rahen Na Rahen

Chaman Mein Rah Ke