ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Basant Bahar > Kar Gaya Re

Basant Bahar ( Hindi Film Songs )

Badi Der Bhaii
Duniya Na Bhaaye Mohe
Ja Ja Re Ja Baalamva
Main Piya Teri
Nain Mile Chain Kahaan
Sur Na Saje Kya Gaaun Main


Kar Gaya Re song lyrics

[singer:- Lata Mangeshkar & Aasha Bhonsle]

Both: aa
Aasha: kar gaya re
kar gaya mujhape jaadu sanwariya
kar gaya mujhape jaadu
Lata: ye kya kiya re
gazab kiya re
chor ko samajhi main saadhu sanwariya
kar gaya mujhape jaadu
Both: kar gaya re -2
kar gaya mujhape jaadu sanwariya
kar gaya mujhape jaadu

Aasha: bholi suratiya magar hai sayaana -2
Lata: sikhe koi wo se daaman bachaana -2
Both: o
vaada kar ke mukar gaya
kar gaya re -2
kar gaya mujhape jaadu sanwariya
kar gaya mujhape jaadu

Aasha: tum jo kaho to main naam bata dun -2
Lata: patthar ki murat ke darshan kara dun -2
o
jis ke qadamon pe sar gaya
Both: kar gaya re -2
kar gaya mujhape jaadu sanwariya
kar gaya mujhape jaadu

Lata: baalam ye sab hai tumhare hi kaaran -2
Aasha: mahafil men naache tumhaari pujaaran -2
Both: o
mat puchho dil kidhar gaya
kar gayaa re -2
kar gaya mujhape jaadu sanwariya
kar gaya mujhape jaadu
ye kya kiya re
gazab kiya re
chor ko samajhi main saadhu sanwariya
kar gaya mujhape jaadu
******************************************

Other songs of the movie Basant Bahar

Badi Der Bhaii
Duniya Na Bhaaye Mohe
Ja Ja Re Ja Baalamva
Main Piya Teri
Nain Mile Chain Kahaan
Sur Na Saje Kya Gaaun Main

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Hasde Hasde

Bad Naseebi Ka Gila

Kaan Mein Jhumka Chaal

Na Jaane Kaise Pal Me

Tum Na Jane Kis Jahan Mein Kho Gaye

Ho neele parbaton ki dhaara

Bin Tere Kya hai

Lakhon Tare Aasman Mein

Aai Saawan Rrut Aai

Dhan Dhan