ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Betaab > Jab Hum Jawan Honge

Betaab ( Hindi Film Songs )

Badal Yu Garajta hai


Jab Hum Jawan Honge song lyrics

Lata:
Ho o o o o o, Ho o o o o o o

Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge -2
Lekin Jahaan Honge Waha Fariyaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge
Lekin Jahaan Honge Waha Fariyaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kaahan Honge

(Yeh Bachpan Ka Pyaar Agar Kho Jaayega
Dil Kitna Khaali Khaali Ho Jaayega) -2
Tere Khayaalon Se Ise Aabaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Shabbir:
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge
Lekin Jahaan Honge Waha Fariyaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge

Lata:
Ha Ha Ha , Ha Ha Ha

Shabbhir:
Aise Hasti Thi Woh Aise Chalti Thi -2
Chaand Ke Jaise Chhupti Aur Nikalti Thi
Aise Hasti Thi Woh Aise Chalti Thi
Chaand Ke Jaise Chhupti Aur Nikalti Thi
Sab Se Teri Baatein, Tere Baad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Lata:
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge
Lekin Jahaan Honge Waha Fariyaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge
Ha Aa Aa Aa Aaa

Lata:
Tere Shabnami Khwaabon Ki Tasweeron Se
Shabbhir:
Tere Reshami Zulfon Ki Zanjeeron Se
(repeat)
Kaise Hum Apne Aap Ko Aazaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge
Lata:
Lekin Jahaan Honge Waha Fariyaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Jab Hum Jawaan Honge

Lata:
Zaher Judaai Ka Peena Pad Jaaye To
Shabbhir:
Bichhad Ke Bhi Hum Ko Jeena Pad Jaaye To
(repeat)
Lata:
Saare Jawaani Bus Yunhi Barbaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Shabbhir:
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge
Lata:
Lekin Jahaan Honge Waha Fariyaad Karenge Tujhe Yaad Karenge
Lata & Shabir:
Jab Hum Jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge

Other songs of the movie Betaab

Badal Yu Garajta hai

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Beimaan Tore Nainwa

Kal Ki Fikar Karega Toh Woh

Meri Tamannaaon Ki Taqdeer

Bijuriya

Layi Vi Na Gayee

Yaar Ko Maine

Hamari Shaadi Main

Dil Ne Kar Liya

Saathi Haath Badhana