ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Bewafa > Bad Naseebi Ka Gila

Bewafa ( Hindi Film Songs )

Dil Matwaala Lakh Sambhaala
Dil Mila Dard Ko Mehamaan Bana Ne Ke Liye
Ek Baar Jhalak Dikhala Ke
Tu Aaye Na Aaye Teri Khushi
Tumko Fursat Ho Meri Jaan To Idhar


Bad Naseebi Ka Gila song lyrics

[singer:- Lata]

bad-naseebi ka gila ai dil-e-naashaad na kar
haay fariyaad na kar

har ghadi aish ka saamaan kahaan rahata hai
zindagi bhar koi mahamaan kahaan rahata hai
gham badi cheez hai, is cheez ko barabaad na kar

rone vaale tere rone pe hansi aati hai
jo ghadi beet gayi, vo bhi kabhi aati hai
jab vo ??? nahin tab se to unhen yaad na kar
bad naseebi ka gila..................

ye tera ashq bahaana kabhi aur aahen bharana
pyaar ki reet nahin pyaar ko rusava karana
ghut ke mar jaa magar ai dil kabhi fariyaad na kar
bad nassebi ka gila...................

******************************************

Other songs of the movie Bewafa

Dil Matwaala Lakh Sambhaala
Dil Mila Dard Ko Mehamaan Bana Ne Ke Liye
Ek Baar Jhalak Dikhala Ke
Tu Aaye Na Aaye Teri Khushi
Tumko Fursat Ho Meri Jaan To Idhar

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

O Sajana Barkha Bahaar Aai

Yeu Kashi Kashi Mi Nandayla

Sawar Gayee

Yaadon Ka Sahara Na Hota

Logo Na Maro Ise

Sooni Sooni

Aai Saawan Rrut Aai

Duniya Badal Rahi Hai

Meri Bindiya

O Dushmana