ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > chal mere bhai > Mere Baap Ki Beti

chal mere bhai ( Hindi Film Songs )

Aajkal Ki Ladkiyan
Chal Mere Bhai
Chori Chori Sapnon Mein
Meri Neend Jaane Lagi Hai
O Mehndi Rang Layee


Mere Baap Ki Beti song lyrics

Aye neeli chhatri waale
Agar tu hai to meri faryaad sun
Is duniya mein kai ladkiyaan hain
Ek to
Arre ek to mere liye chun

Mere baap ki beti mujhe bhai bolti
Mere baap ki bibi mujhe beta bolti
Mere baap ki beti mujhe bhai bolti
Mere baap ki bibi mujhe beta bolti
Meri maa ka bhai mujhe bhaanja bolta
Mere bhai ki beti mujhe chacha bolti

Ooparwaale tune mujhko sab kuchh diya
Ab dede husband kehne waali sundar bibi
Mere baap ki beti mujhe bhai bolti
Mere baap ki bibi mujhe beta bolti
Meri maa ka bhai mujhe bhaanja bolta
Mere bhai ki beti mujhe chacha bolti


Husband kehen waali mil jaaye to achchha hoga
Mujhko daddy kehen waala usko bachcha hoga
Bachche ki hogi shaadi usko bhi ek bachcha hoga
Bahu kahegi sasura bachcha kahega mujhko dada
Mujhko rakha kanwara kyon kya maine ki hai galti

Mere baap ki beti mujhe bhai bolti
Mere baap ki bibi mujhe beta bolti
Mere baap ki beti mujhe bhai bolti
Mere baap ki bibi mujhe beta bolti
Meri maa ka bhai mujhe bhaanja bolta
Mere bhai ki beti mujhe chacha bolti

Ooparwaale tune mujhko sab kuchh diya
Ab dede husband kehne waali sundar bibi
Mere baap ki beti mujhe bhai bolti BOLTI
Mere baap ki bibi mujhe beta bolti BOLTI
Meri maa ka bhai mujhe bhaanja bolta BOLTA
Mere bhai ki beti mujhe chacha bolti BOLTI

Fair and lovely dede mujhko beauty ugly dede
Jo bhi ladki deni hai mujhko tu jaldi dede
Tere bharose kahin ye merei umar na beeti jaaye
Main boodha ho jaoon mere haath mein laathi aaye
Tujhko kehta hoon kyonki teri duniya mein chalti

Mere baap ki beti mujhe bhai bolti
Mere baap ki bibi mujhe beta bolti
Mere baap ki beti mujhe bhai bolti BOLTI
Mere baap ki bibi mujhe beta bolti BOLTI
Meri maa ka bhai mujhe bhaanja bolta BOLTA
Mere bhai ki beti mujhe chacha bolti BOLTI

Ooparwaale tune mujhko sab kuchh diya
Ab dede husband kehne waali sundar bhaabhi
Mere baap ki beti mujhe bhai bolti BOLTI
Mere baap ki bibi mujhe beta bolti BOLTI
Meri maa ka bhai mujhe bhaanja bolta BOLTA
Mere bhai ki beti mujhe chacha bolti BOLTI

Other songs of the movie chal mere bhai

Aajkal Ki Ladkiyan
Chal Mere Bhai
Chori Chori Sapnon Mein
Meri Neend Jaane Lagi Hai
O Mehndi Rang Layee

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Suno Gajar Kya Gaye

Aaye Ho Meri Zindagi

Mohe Bhool Gaye Sanwariya

O Re Kanchi Kanch Ki Gudiya

Om Jai Jagdish Hare

Ye Raaten Ye Mausam Nadi Ka Kinaara

Zindagi Ki Yeh Reet Hai

Ta Ra Ri Aa Ra Ri

Saanchi Jotaan Waali Maata