ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Chalte Chalte > Tauba Tumhaare Yeh Ishaare

Chalte Chalte ( Hindi Film Songs )

Chalte Chalte
Layi Vi Na Gayee
Suno Na Suno Na
Tujhpar Gagan Se


Tauba Tumhaare Yeh Ishaare song lyrics

Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Raaz Yeh Kaise Khol Rahi Ho
Tum Aankhon Se Bol Rahi Ho
Jaadoo Aate Hai Tumko Sare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Choolete Ho Taar Jo Dil Ke
Tum Hi Batao Tum Se Milke
Jaanu Dil Koi Kyon Na Hare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare

Jism Damakta Jaadoo Jaadoo
Zulf Ghaneri Khushboo Khushboo
Saasein Hamari Mehki Mehki
Nazren Tumhari Behki Behki
Tumhara Badan Hai Jaise Chaman
Hosh Uda De Yeh Nazare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Raaz Yeh Kaise Khol Rahi Ho
Tum Aankhon Se Bol Rahi Ho
Jaadoo Aate Hai Tumko Sare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare

Koi Nasha Hai Chalka Chalka
Hosh Bacha Hai Halka Halka
Hum Hai Jaise Khoye Khoye
Jage Lekin Soye Soye
Machalti Raho Pigalti Raho
Baahon Ke Ghere Mein Humare

Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Choolete Ho Taar Jo Dil Ke
Tum Hi Batao Tum Se Milke
Jaanu Dil Koi Kyon Na Hare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Raaz Yeh Kaise Khol Rahi Ho
Tum Aankhon Se Bol Rahi Ho
Jaadoo Aate Hai Tumko Sare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare

Other songs of the movie Chalte Chalte

Chalte Chalte
Layi Vi Na Gayee
Suno Na Suno Na
Tujhpar Gagan Se

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Ek Toote Hue

Main Teri Mohabbat Mein

O Hum Safar

Shaayad Wo Ja Rahen Hain

Dulhe ka sehra suhaana

Aao Mil Jaye

Naina Hain Pyase Mere

Sun Mere Sasure

Bande Mein Tha Dam

Sun Rasiya Kaahe Ko Jalaae Jiya