ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Chhabili > Mila Le Haath

Chhabili ( Hindi Film Songs )

Laharon Pe Lahar


Mila Le Haath song lyrics

[Singers:- Sudha Malhotra & Nutan ]

mila le haath le ban gai baat
ji ab to rasta saaf hai
mila phir haath ye kah den saath
ki ab to sab kuchh maaf hai

ho la-la-la-la la-la-la-la laa la laa

haseenon ko khabar hi nahin
ki un ka chhupana mushkil hai
jo daaman pher chalate rahe
to ham se kisi ka kyon dil hai
yahaan sab chor hain dil ke
ye sab ke sab hi shaamil hain
tu chup rahana, na kuchh kahana
to bas phir rasta saaf hai
mila phir haath ye.................

a-haa-ha-haa-ha
ho la-la-la-la la-la-la-la laa la laa

tujhe kyaa tujh ko apana dil
kahin na kahin ganvaana hai
magar ye bhool mat ki hamen
bhi apana dil bahalaana hai
iraada chhodiye ji aap ka
vahin aana jaana hai
rahenge chup, na kahenge kuchh
ab kah de sab kuchh maaf hai
mila phir haath ye kah diya saath
ki ab to sab kuchh maaf hai...............

milaa le haath.................

******************************************

Other songs of the movie Chhabili

Laharon Pe Lahar

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Badan Juda Hote Hai

Koi Shahri Babu

Aadat - Juda Hoke Bhi

Jaa Jaa Mere Bachpan

Hameen Se Mohabbat

Badan Pe Sitaare

phir wahi raat hain

Teri Chunariya

O Mere Sona Re