ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Chhalia > Aye Jan-E-Wafa

Chhalia ( Hindi Film Songs )

Zindagi Mein Aap Aaye


Aye Jan-E-Wafa song lyrics

aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
tum to khafa hamse ho gaye
aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
tum to khafa hamse ho gaye

ye tumne kaha tha ki ham hain tumhare
to ham bhi ye samajhe ki tum ho hamare
phir hamein kis baat ki saza de rahe ho

aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
tum to khafa hamse ho gaye

jaha pyaar hoga shararat bhi hogi
jaha hogi antpan mobabbat bhi hogi
jhuki jhuki aankhon se ye pata de rahe ho

aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
tum to khafa hamse ho gaye

idhar rah gayi ya udhar rah gayi hai
kahi kuch kami si magar rah gayi hai
meri wafa ka ye kya sila de rahe ho

aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
tum to khafa hamse ho gaye
aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
tum to khafa hamse ho gaye

Other songs of the movie Chhalia

Zindagi Mein Aap Aaye

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Apun Ko To

Ik Baar Tu Ban Jaa Mera

Chalo Bhool Jayen Jahan Ko Yahan Do Ghadi

Bol Meri Taqdeer Main Kya Hai

Yeh Duniya Wale

Jaisa Des Vaisa Bhes

kitne armaan

Beete Lamhein

O Re Gori

Bol Papihe Bol Re