(dam-dam, diga-diga
mausam bhiga-bhiga)-2
bin piye main to gira, main to gira, main to gira
haay allaah!, surat aap ki subhaan-allaah.........
teri ada vaah! vaah! kya baat hai
haaye, teri ada
are, teri ada vaah! vaah! kya baat hai
akhiyaan jhuki-jhuki, baaten ruki-ruki -2
dekho koi aaj lut gaya
haay allaah ! surat aap ki subhan allah..........
sanam ham maana garib hain
haaye sanam ham
aji sanam ham
nasiba khota sahi, banda chhota sahi -2
dil ye khazaana hai pyaar ka
haay allaah ! surat aap ki subhan allah..........
teri qasam tu meri jaan hai
haaye teri qasam
are, teri qasam tu meri jaan hai
mukhada bhola bhaala, chup ke daaka daala ]-2
jaane tu kaisa mahamaan hai
haay allaah ! surat aap ki subhan allah..........