ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > chup chup ke > Mausam Hai Bada Qatil

chup chup ke ( Hindi Film Songs )

Aaya Re
Dil Vich Lagya
Ghoomar
Shabe Firaq


Mausam Hai Bada Qatil song lyrics

mausam hai bada qaatil
kho jaaye na kahi aawara dil
mushkil hai badi mushkil
kho jaaye na kahi aawara dil
naa kahi sukoon hai na kahi qaraar
kiska mujhko intezaar hain
mausam hai bada qaatil
kho jaaye na kahi aawara dil

chaand ki haseen chaandani mein jhoom loon
madbhari khili roshani mein jhoom loon
chaand ki haseen chaandani mein jhoom loon
madbhari khili roshani mein jhoom loon
ishq na sahi aashiqui mein jhoom loon
bekhudi kahe bekhudhi mein jhoom loon
chahat ki sahi mehfil kho jaaye na kahi aawara dil
mausam hai bada qaatil kho jaaye na kahi aawara dil

har taraf yahaan bahaar ka sama
dhadkanon pe hai khumaar ka samaa
hai zara zara qaraar ka sama
aayega nahi phir yeh pyar ka sama
lamhon ki jawaan manzil
kho jaaye na kahi aawara dil
naa kahi sukoon hai na kahi qaraar
kiska mujhko intezaar hain - 2
mausam hai bada qaatil
kho jaaye na kahi aawara dil

Other songs of the movie chup chup ke

Aaya Re
Dil Vich Lagya
Ghoomar
Shabe Firaq

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Tere Rasate Pe Ham Ne Ik Ghar Bana Liya Hai

Tere Naina Kyon Bhar Aae

Mohabbat Ki Bas Itani

Salaam Namaste

Badal Wo Aaye

Bhatke Panchhi

Naa Milate Ham To Kaho

Panga

Yeh Mera Dil

Mat Maaro Shaam