Music > Coolie > Lambuji Lambuji Bolo Tinguji
Lambuji Lambuji Bolo Tinguji song lyrics
lambuji lambuji bolo tinguji
lambuji lambuji haa bolo tinguji
mere raste mein taang na adaana - 2
iss kanya ko haath na lagana ho haath na lagana
yeh tinguji tinguji bolo lambuji
tinguji tinguji ha bolo lambuji
mere raste mein taang na adaana - 2
iss kanya ko haath na lagana ho haath na lagana
tinguji tinguji bolo lambuji
lambuji lambuji bolo tinguji
haa dekha isse maine tumse pehle
dhundha maine isse tumse pehle
haa dekha isse maine tumse pehle
dhundha maine isse tumse pehle
par le rahi hai yeh naam mera
chhodo ji yeh hai inaam mera inaam mera
lambuji lambuji bolo tinguji
mere gusse ko na neend se jagana
iss kanya ko haath na lagana ho haath na lagana
lambuji lambuji kya bolo tinguji
madraas se main aaya hoon bombay
raste mein ho gaye tum kitne lambe
madraas se main aaya hoon bombay
raste mein ho gaye tum kitne lambe
lambi uidaane kad kitna chota
iss khel mein kya chota kya mota kya chota kya mota
lambuji lambuji bolo tinguji
lambe kad ka na rob tu jamana
iss kanya ko haath na lagana ho haath na lagana
lambuji lambuji o bolo bolo tinguji
laaya nahi isko bhagakar
yeh faisala karega iska father
laaya nahi isko bhagakar
yeh faisala karega iska father
kar daale na yeh kissa barabar
dono ka yaane hissa barabar
lambuji lambuji bolo tinguji
ladki hai yeh nahi koi khazana
iss kanya ko haath na lagana ho haath na lagana
haath na lagana haath na lagana
Other songs of the movie Coolie
Dono Jawaani Ki Masti Mein Choor Mujhe Peene Ka Shauk Nahi Sari Duniya Ka Bojh Hum
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Jiske Liye Sapnon Mein Tum Ho
Shamaa Jali Parwaana Aaya
Tum Ho Saath Raat Bhi Hasin Hai
Panchhi Banu Udati Phirun
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Chudi Khankayi Re
Koi Roko Naa Deewane Ko
Na Na Karte Pyaar
Magar Dheere Dheere
Kare Badara Tu Na Ja
|
|