Music > Dahleez > Jhoomti Baharon Ka Sama
Jhoomti Baharon Ka Sama song lyrics
[Jhoomti baharon ka sama
Pyaar ki umange hai jawan
Hoton pe tarane chale hai do deewane
Pyaar ki basane duniya]2
Jhoomti baharon ka sama
[Geet koi pyaar ka sunati hai hawa
Ajj mere sang sang gaati hai hawa]2
Dil se dil mile phool se khile
Muskurati hai vadiya
Jhoomti baharon ka sama
Pyaar ki umange hai jawan
Hoton pe tarane chale hai do deewane
Pyaar ki basane duniya
Jhoomti baharon ka sama....
aaaAaaaAaaaaAAAAAAa
Aaaaaa
aaAAAa
OoooOoo ooO
Aaaaaaa a a
[Dil se dil to ikraar ho gaya
Ajj humne zindagi se pyaar ho gaya]2
Dil ne jo kahi dil ne jo suni
Khatam na ho woh dastan
[Jhoomti baharon ka sama
Pyaar ki umange hai jawan
Hoton pe tarane chale hai do deewane
Pyaar ki basane duniya]2
Jhoomti baharon ka sama
[Aaaj mila jeene ka bahana humko
Kehdo na doonge na yeh zamana humko]2
Aa chale udar le chale jidhar
Dhadkano ka yeh karwana
Jhoomti baharon ka sama
Pyaar ki umange hai jawan
Hoton pe tarane chale hai do deewane
Pyaar ki basane duniya]2
Jhoomti baharon ka sama
lala alaalal
alalaala
Other songs of the movie Dahleez
Tum Aaye To Hum Ko
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Main Tulsi Tere Aangan Ki
Ham Se Na Dil Ko Lagaana
Aankohn Se Khwab Rooth Kar
Sach Hai Sanam
Koi Mane Ya Na Mane
Jaane Yeh Kya Ho Gaya
Dard Bhara Dil
Nain Mile Nain Hue Baaware
Area Ka Hero
Tere Siva Kuch Yaad Nahin
|
|