ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Daman > Chakori Ka Chanda Se Pyaar

Daman ( Hindi Film Songs )

Ho Yaad Aane Lagi


Chakori Ka Chanda Se Pyaar song lyrics

-----------------------------------------------------------
(chakori ka chanda se pyaar
chakori ka chanda se pyaar)-2

pyaari-pyaari aankhon pe aankhen nisaar
aankhen nisaar, aankhen nisaar
chakori ka chanda se pyaar
chakori ka chanda se pyaar

ho~o~o
ye raaten suhaani ye pyaara sama
ye raaten suhaani ye pyaara sama,
haa~aan
muhabbat divaani umangen javaan,
aa~aa~aa
muhabbat divaani umangen javaa,
aa~aa~aa
chhin liya aankhon ne dil ka qaraar
dil ka qaraar, dil ka qaraar
chakori ka chanda se pyaar
chakori ka chanda se pyaar

lagan se teri hoke main chur-chur
aa~aa~aa, aa~aa~aa
jalun apani hi aag men dur dur
dur dur,
ho~o~o
chhote se mere dil men aramaan hazaar
aramaan hazaar, aramaan hazaar
chakori ka chanda se pyaar
chakori ka chanda se pyaar

ho~o~o
vafa tum karoge na maanenge ham,
ho~o
hamaare ho tum kaho khaake qasam,
aa~aa~~aa
hasinon ke vaadon ka kya aitabaar
kya aitabaar, kya aitabaar
chakori ka chandaa se pyaar
chakori ka chandaa se pyaar

chakori ka chanda se pyaar
chakori ka chanda se pyaar
-----------------------------------------------------------

Other songs of the movie Daman

Ho Yaad Aane Lagi

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Main To Hoon Pagal

Jaane Yeh Mausam

Meri Zindagi Mein Aaye Ho

Aarzoo Hai Pyaar Ki

Dag-mag Dag-mag Dole Naiya

Jab Chaha Yaara Tum

Mohabbat Ki Bas Itani

Break Free

Neeche Phoolon Ki Dukan

Hamen Tum Bhool Baithe Ho